Wednesday, 27 September 2017

New Lyrics-KHOYA KHOYA Lyrics – Chef | Shahid Mallya

New Lyrics-KHOYA KHOYA Lyrics – Chef | Shahid Mallya

Khoya Khoya raasta
Aahista.. Aahista
Dhoonda yaha Dhoonda waha
Par mila naa maayna


Iss qadar kho gaye
Kya pata kahan
Khud se hi ho gaye laapta
Kaise hum yahan

Khoya Khoya raasta
Aahista.. Aahista

kabhi socha na tha
Hum yahan aayenge
Khud ko iss tarah
Iss jagah paayenge

Naraz itna khud se
Ho jaayenge

Khoya Khoya raasta
Aahista.. Aahista
Dhoonda yaha Dhoonda waha
Par mila naa maayna

Iss qadar kho gaye
Kya pata kahan
Khud se hi ho gaye laapta
Kaise hum yahan

No comments:

Post a Comment